Anmol Suvichar.Hindi Suvichar
Great though
Suvichar in Hindi
Post for Anmol Suvichar Facebook Page Visitors.
#Anmol_Suvichar
•Aadmi ko vo Kam karna chahiye Jo vah nahi Kar sakta.
•Jivan ko is tarah jio jaise ye abhi samapt hone Wala hai.
•Agar aap apne raste ki kathinaiyo ko badha samajhte ho to, aap kabhibaage nahi badh sakte, aapko in kathinaiyo ko aapka Swabhiman samajhna chahiye.
• Har patthar paras nahi hota par har paras ek patthar hota hai, isliye kiss ko chhota nahi samajhna chahiye.
•Agar apme vishwash hai to aap har Kam Kar sakte ho yadi aapme ghamand hai to aap kuchh nahi Kar sakte.
•Har vo chiz Jo some ke jaisi dikhti hai vo Sona nahi hoti, magar Sona kaisa bhi ho voh to ek chiz hi hoti hai.
•Agar bhagwan ko pana hai to bhakti se kuchh nahi hota, bhagwan Dil me hone chahiye mandir me to pathhar hi hai.
•Agar aapko swarg ko dekhna hai to ma baap ki sewa Kar lo kyoki Quran kahata hai ki maa ke kadmo me Jannat hai.
•Koi Insan achchha ya bura nahi hota use uske halat aisa banate hai.
•Manav jivan ek cycle ki tarah hai agar aapko Santulan banana hai to chalte rahana hoga.
•Apne raste me aage badhne ke sath sath kabhi pichhe bhi mudkar dekh Lena chahiye.
Comments
Post a Comment